![]() |
| Tanha Hoon Lyrics |
Indie Music Label present brand new love romantic song Tanha Hoon is sung by Yasser Desai . Tanha Hoon lyrics written by Pankaj Dixit and music composed by Anmol Daniel .Starring in this video Aamir Ali, Hiba Nawab & Akshay Kharodia.
Song : Tanha Hoon
Singer : Yasser Desai
Composer : Anmol Daniel
Lyrics : Pankaj Dixit
Cast : Aamir Ali, Hiba Nawab & Akshay Kharodia
Label - Indie Music Label
Tanha Hoon video
Yasser Desai - Tanha Hoon Lyrics in hindi
Lekar sabhi yaadein meri
Phir se aaya woh saamne
Iss baar bhi gham hi diya
Kyun ishq ke anzaam mein
Leke gham yahaan
Laute hain sapne sabhi
Juda tujhse ho gaye
Huye khud se bhi ajnabi
Tanha hoon,
Aankh meri aansu'on se nam hain
Tere gham ki,
Barishon mein aaj bheege hum hain
Chhod ke mujhko door gaya
Kyun de di yeh tanhaaiyan
Aur koyi na dil vich mere
Tu vassda ik mahiya
Chhod ke mujhko door gaya
Kyun de di yeh tanhaaiyan
Aur koyi na dil vich mere
Tu vassda ik mahiya
Yeh aasman ke taaron sa
Kyun mujhse door tu hai
Dil mein chhupi har baat se
Kyun bekhabar tu hai
Ishq ka jo raasta hai
Is'se na ab vaasta hai
Jaldi aaun dil ki sooni raah par
Mera dil bhi na haan
Soona shehar hai koyi
Akela hi reh gaya
Ismein raha na koyi
Tanha hoon,
Aankh meri aansu'on se nam hain
Tere gham ki,
Barishon mein aaj bheege hum hain
Tanha hoon,
Aankh meri aansu'on se nam hain
Tere gham ki,
Barishon mein aaj bheege hum hain
Who's singer is sung the "Tanha Hoon" song ?
"Tanha Hoon" Song is sung by - Yasser Desai .
Who Written the Lyrics "Tanha Hoon" song ?
"Tanha Hoon" Song Lyrics written by - Pankaj Dixit.
Which Actor/Actress is Starring/featuring "Tanha Hoon" song?
"Tanha Hoon" Song is Starring/featuring by - Aamir Ali, Hiba Nawab & Akshay Kharodia .
Which Music Company is released/present "Tanha Hoon" song?
"Tanha Hoon" Song is Released under the Lable Indie Music Label.

0 Comments